Wo khud milne nahi aya to uske ghar gya me
hade maloom thi lekin tajaus kargya me
andhera raste me door tak phela hua tha
nahi maloom kitni door pe manzar gaya me
muhabat se zarurat kuch ziada khencti hai
use ghar pe akela chor kar daftar gya me
abhi tak to had e shehar janoon ki tee nahi hai
kahin bahar na reh jaun agar andar gya me
mere Charon taraf nafrat ka pheh ra lag chukka tha
"HASAN"
magar kisi bhi soorat muhabbat kar gya me.
Chalo Do Pal Mil Ke Sath Nibhayen Tw Zara
Zamana Hansta He Hum Pe Unhe Rulayen Tw Zara.
Roze Me Ye Wehshat Nazron Ko Kese Bachayenge Hum,
Kia Zaman e Akhrat Me Mun Dikhayenge Hum.
Arsh e Falak Ki Baten Ab Karun Bhi Tw Kiya?
.
Aj To Dil Bhi Ro Raha He Kisi Ki Judai Me.
Kabhi To Rukh Masjid Ki Taraf Kiya Hota,
"Hasan"
Har Cheez Matlab Ke Liye Kiya Nahi Karte.
In Kharab Raston Me Mujhe Mushkilat Nazar Nahi Ate
Mujhe Unke Ghar Me Koi Asaar Nahi Ate.
Tu Khafa H Humse Is Qadar Ke Ab Bat Karna Bhi Gawara Nahi,
Faqat Ek Bat To Kar Dar Guzar. Or Dekh Tre Bin Hamara Guzara Nhi.