Tuesday, 11 June 2013

Nazron Se Gira Diya.....

Qadar Karne Walun KO Jab Nazron Se Gra Dya Jaye,
Aksar Wafa Walun Ko. Bewafai Karni Parhti Ha,

Monday, 10 June 2013

Phir Kabhi Bhi......

dhundne nikla nikla tujhe un rastun me,kabhi
bhatakne laga me yun un rastun me, kabhi
tu milti thi mujhe aksar un badalte badalun ki tarha.....
mene tujhe khoya un badalun me kabhi.