Hen Bare Hi Mukhtalif Hamare Istikhare Bhi...
Phir Kun Ye Piyar Itna Barta Ja Raha He.?
Ab Mujhe Dar Sa Lagta He Lehron Ko Dekh Kar....
Meri Tanhai Ka Raaz Hi Ye Lehren Hen.
Qadar Karne Walun KO Jab Nazron Se Gra Dya Jaye,
Aksar Wafa Walun Ko. Bewafai Karni Parhti Ha,
dhundne nikla nikla tujhe un rastun me,kabhi
bhatakne laga me yun un rastun me, kabhi
tu milti thi mujhe aksar un badalte badalun ki tarha.....
mene tujhe khoya un badalun me kabhi.
Kuch Nahi Mere Pass Tuje Dene Ke Liye Bas Duaon Ke Siwa
Khuda tujhe Tamam Khushiya De Aur Mujhe Sirf Saath Tera♥ ♥
Dukh Ke Dunia Ko Hum Bhi Badleinge Ab Apna Mizaj e Zindagi,
Rabta Sub Sa Hoga Lekin..!Wasta Kisi Se Nahi....